16 sep 2011 ko 0000 cash liya gaya aur 27 sep. 2011 ko bina call letter/Join letter k tahsil me nirwachan k V.R.C. Me computer operator k post per join kara diya gaya aur 3 mahine ka kul wetan 4000 diya gaya uske bad jan. 2012 se sallary nahi MILI aur aaj 28 july 2012 tak kary b karaya ja rha hai lekin sailary nhi DI gai aur paisa mangne pe shankar gramodhog sewa sansthan ka mantri dhamkata hai aur paisa bhi nhi de rha hai kripya hamari madad kare. Apka jeewan bhar abhari rahunga
Aman kumar k sath dhokha kiya gaya hai aur isme s D M aur tahsildar bhi doshi hai kyo ki bina call letter k join kaise ker liya gaya kripya aman kumar ki her sambhaw madad kare aur doshi se claim dilane ka kast kare.
Isme sabse pahle to uss sansthan ko pakdna chahiye jisne aisa karaya aur uske virudh karyawahi karke paisa jo liya gaya use aman kumar ko claim sahit wapas karana chahiye hum aman k sath hai