1. Home
Ram on 11 July 2012
Support Ram - Share on Facebook

Atikraman colony ke logo dwara

Sir, new coloni me logo ne sadak ke kinare apni rodia dal rakhi hai jis ki vajah se rasta sakda ho gaya hai. Aas-pas nali ka pani bhi sadak par bhara rahta hai, jis ke karan rasta band ho gaya hai logo ko dusre raste se jana padata hai. Bar-bar sarpanch ko complaint ki lekin kuch nahi hua. Naliyo ka pani bhara rahne ke karan machhar ho gaye hai or bimariya failne lagi hai or sap, bhicchu ane ka khatra hai. Krapya it sole karane ki kripa kare. Thanks